Void (Band)
We inna hindustaan
We inna Kolkata Phuke bong propah
Bum Bholenath bole Boom Shiva Shankar
City life jhanjhat concrete jungle
Babylona enemy we’re jah soulja

We inna Bengal our backs against the wall
Ghoome dengue macchar don’tcha let down your guard
Inna di capital of culture political hulchul
Badhti berozgaari govt no give no jobs

Okay to lose a battle when you win the war
Haatho meri kalam be mighter than a sword
Apne adarshon ko na beech main woh reporter of the street true
Land of the bose and kavi kami-kazi nazrul aye

Wo puche hai kahaan tumhaare kagaz
Saboot-E-Bhartiya nagrik warna bahar
Detention camp and no redemption song
All ya tax payer money 70,000 crores gone

Un paiso se kyun na clear the debts of farmers
Ya phir set up schools set up a hundred iims?
We could go to mars or we could feed the unprivileged
But all you want for us is to show out birth certificates

Sadly! JNU, AMU – Police brutality
Fake news Facebook – Falling economy
Kakistrocracy
Kharte mein Samvidhan or democracy
We inna Park Circus Picture of Ambedkar
Peacefully protest police kyu the hurt us
Symbol of resistance himmat and persistance
I hope awaaz humaare wake up the nation

We inna Kerala from a manav shrinkhala
620 Kilometer log sattar lakh
Mukhyamantri Vijayan Shaamii
Shapath le samvidhan ki
Tiranga hum lehraayenge against fascists

We inna indigo ban karo Kunal ko
Same cheej Tejaswi ke saath toh okay cool
Katputli hai media we sella air india
Gunman shooting protestors in a video

Jamia 2019 assignment ki writing
Adhoori, kal submit karni puri
Toh library chaldi taaki jaldi
Khatam karke ghar nikalti
Par maine socha na ki woh toh bas thi meri galti
Sab baithe wahan pe ekdum shaant ab ekaant mein
Maine apni kitaab nikaali aur pen ek haath mein
Par likhna jaise shuru kara, bahar shoor
Many students ran inside in panic, and locked the door(Shit)
Sab kuch samajh ke bahaar mujhe nahi pata kya ho raha
Do minute mein police ne gusse se darwaaza toda
Thank God they’re here, they will finally get us out
Par mere saamne laathi se mere dost ka bhi sar jo phoda
Main waise darne walo mein se hoon nahi
Par sach kahun us paal saanse meri rukk gayi
Kyunki jiska farz ho harpal tumko bachaana
Wahi hamla karde tumpe toh khatam insaaniyat wahin
We inna Hindustan save the constitution
Kitno ko tum goli maaroge regime-E-Fascism
Ye mulk na tere baap ki har julm se azaadi
We’re protest poets not afraid of ya guns

We inna Hindustan save the constitution
Kitno ko tum goli maaroge regime-E-Fascism
Ye mulk na tere baap ki har julm se azaadi
We’re protest poets not afraid of ya guns
(We’re protest poets not afraid of ya guns)

Shasok aasbe, shasok jaabe
Kagoz amra dekhabona
(We’re protest poets not afraid of ya guns)
Ye desh amar, ye desh sobar
Kagoz amra dekhabona
(We’re protest poets not afraid of ya guns)
Dhormo dhore bibhed kore aajke tumi bachbena
Kagoz amra dekhabona
(We’re protest poets not afraid of ya guns)
Lodche sobai pothe nemei lodai aajke thambe na
(We’re protest poets not afraid of ya guns)
Kagoz motei dekhabo na!
Kagoz motei dekhabo na!
(Chand gully se halla bol)
Halla Bol-Halla Bol!
Chand gully se halla bol!
Halla Bol