Bayaan
Khel Tamasha
Dhoondein hum unn ko
Lafz jo chinay hain
Roz aik gum ho
Symt ka ishaara

Bhool bhulaiya mein gum, gum
Raat, wehshat aur tum

Baant, baant dekhein
Iss se, uss se poochein

Kon hoga aalim
Kis ko hai khabar kya

Kyun beywajah yeh sehl dilaasa
Hona agar hai khel tamasha
Kya lazmi hai behr ka jhaansa
Rakhna agar hai rooh ko pyasa

Kyun beywajah yeh sehl dilaasa
Hona agar hai khel tamasha
Kya lazmi hai behr ka jhaansa
Rakhna agar hai rooh ko pyasa

Kyun beywajah yeh sehl dilaasa
Hona agar hai khel tamasha
Kya lazmi hai behr ka jhaansa
Rakhna agar hai rooh ko pyasa
Kyun beywajah yeh sehl dilaasa
Hona agar hai khel tamasha
Kya lazmi hai behr ka jhaansa
Rakhna agar hai rooh ko pyasa

Bhool bhulaiya mein gum, gum
Raat, wehshat aur tum