Zupiter
Kahaani
Aane se uske fiza gaati hain
Befikar raahon mein yun chalti hain
Zamane bahane pukare sabhi
Khudhi ko khud hi ye sambhale abhi

Hawaon se yun baat karti rahein
Jo dabein faaslo ko mitati rahein
Khudgarzi na usne sikhi kahin
Hain kahani yahin bas kahani yahin

Iraade jo sare bikharne na de
Inayat ki ab yeh rihayi bune
Kahin naa milegi aisi koi
Uljhan yeh saare suljhati rahi

Hawaon se yun baat karti rahein
Jo dabein faaslo ko mitati rahein
Khudgarzi na usne sikhi kahin
Hain kahani yahin bas kahani yahin

Hawaon se yun baat karti rahein
Jo dabein faaslo ko mitati rahein
Khudgarzi na usne sikhi kahin
Hain kahani yahin bas kahani yahin