[Verse 1: Enkore]
Fuck rap and rappers bhai ab goonj utha desh
Sarkaar aur gundon ke beech jab hum kar sakte na bhed
Awaaz mei inquilaab daal ya kar tu neeche
Sez mai kaise karun badhai aaya ladhai ka samay
Par yeh na beef bas kasai jaise kaat ke - baant te
Humaari laashein gire adani ke thaal mei
Sarkaar mutthi mei ab sant lade jung
Nuthin holy no more ab sab ne dikha diye rang, uh
Bas chahe shaanti hum waapas toh maange istifaah
Kashmir ke naare azaadi aarey ki kaali raat
Kahe khyaal rakhna hare krishna
I said i love u nanu jai bhim la illah illa allah
DM mei bole jaldi gaane laa chheti, we ready
I said seri, but first i gotta get steady
Aur gujarat model mei ekta bas ek paheli
Toh seva sardar jaise na hogi mujhse pateli
[Verse 2: Rebel 7]
Maa bole meri ladka mera honhaar
Fir bhi bande hate karte mujhko jese main somwar
Bolchaali main rakhta ni chammcho se
Ab seedha feru main karchi, inki katni hain parchi jese ye toll paar
Kitne galle ki nalli kardi rani mukerji
Rappers ab hone chup hain jese chadha di andi mandi
Verse mera straight outta bible jese main clergy, bhai chadti ni charbi
Liney apni bhot lambi jese kardi notebandi
Dilli toh pura jeher hain beta sheher kam
Bhaggake ye maare londay apne saare tuh tehel mat
Zyada beta tuh Fail mat, apne, bete tuh pechkas
X pe karte ni kharche, sabke haatho main malcolm
Kaam rakhu 25 jama 40 bana 65
Duniya rakhu jeb main ye paper wala atlas
Shuru tera badluck, na chalne tere paithre
Atkaaadeta saase rappero ki jese, labels pe sez ke pese
[Verse 3: The Siege]
Fati kitaabo se me jodd raha zindagi
Jis tukde me thi khushiya woh toh na mili
Toh khodu gaddhe, hall se hall ye meri naa rukhi
Hairaani waali baat thi ki meri khushiya toh kafan me hi mili
Kafan ko thoku haan me sochu kaise kholu kya me taala todu
Kya chodu khushiyo ki me aas, jeeyu banke zinda laash, chodu khushiyo ki talaash fir me khudko kosu
Kya jeeyu marne ke baad jaise me Chandra Bose?
Toh aaja jeele mere zindagi ka ek din
Nah milti hai khushi goliyon ke binn
Yes I went to therapy, got no money for the medicines
So my only therapist
Is my penmenship
2 dhaari talwaar meri kalam karta kaagaz ka katal
Ki koshish khudki jaan leneki, usme bhi naa safal
Toh aaya wapas jaise Bhaajpa sarkaar aur me atal
Murde ko na maar sakta koi aaj, me amar
[Verse 4: Yungsta]
Chillum jaley kalam chaley karey kamaal
Tha junoon sarrpey sawaar banna system ka shikaar na
Jalti mashaal seene mei du bhadak poori nikaal
Kyonki jo buland karey awaaz dey usi ki sab misaal
Log aakey poochhein iraadey tere panpey kahaasey
Dekhe hain chaltey tamanchey aur padtey tamaache
Bullet sey tezz hum apache hawa sey kartey baatein
Aaya meri samajh mei na kabhi karna samjhotey
Aata na kuch jazbe ke beech
Jazbe ke beej
Karam ke hall sey jotey
Bharr ke kaartoos hain jaltey jotey
Flow mei paddtey punches jaise harpoons
Aur dikhtey hotey paani paani kal tak humsey jaltey jo the
Doojey ka karke beda gark
Kaise karega khudka beda paar
Seedha banda toh mai khud bhi nahi
Par jachey mujhe na tedha kaam
Dey zabaan
Pey lagaam
Saara kuch said and done
Saath smoke and I'm going totally kotal kahn
No vishram no fatigue sorry I know no viram
[Verse 5: Smoke]
Kayi log kahe pagal main hu
Kyoki samjh ni aati vo baatien karu
Aesi beaton ko dabate chalu
Punches milake karate karu
Inke gaane sunke main kharrate bharu
Jaise buri bala inke maathe par hu
Jo aate raste mai main kaatien chalu
Flow badtameez main chaatien dharu
Gandhari ka bhai main, chaale chalu
Udega ek dhamake mai tu
Mere baare, baatien shuru
Tere liye, paani chullu
Khud nhi bolu, maane guru
Maharaja haa main khud hu
Chale katte, ha main guddu
Magmaar, laave thuku
Push kar, na main jhuku
Lucky nhi, naa ye voodoo
Mic pe main jaane phuko
Hype ko hatake sunu
Gaane bus banake uthu
Sapne sajake bunu
Par Mujhe itni de hai kyu
Jhooth kehne me aate maze he kyu
Galat na karu par aage aata sahi karne jaise mai JNU
Yaha tak paucha hu seekhne par
Samjh nhi aati ye literature
Aur mujhko nahi pasand hai hinsa
Kalam ne meri alag kare kitne sir
Mujhpe ho pata hai koi haavi na
Ye bus nikalte khamiya
Kaatke baaatu rappers ko jaise jaatiya
Sez ki beat pe firse laara main kranti haa
Tu bane best par teri yaha nhi manyata
Meri likhaai sabko lage paakeezah
Dilli ka scene chalaau
Dimag mai chappa teda swastika